CLICK HERE FOR BLOGGER TEMPLATES AND MYSPACE LAYOUTS »

Tuesday, October 12, 2010

sab muskurate rahe...?

ham jalkar bhi roshni failate rahe,

isliye muje jalate rahe,

mere jalne ko kisine dekha hi nahi...

meri roshni pe sab muskurate rahe...?

zindagi barbad karti hai..

har saans hamari unhe yad karti hai,

harpal usase milne ki fariyad karti hai,

khuda ka wasta kabhi ishq na karna,

yeh mohobbat zindagi barbad karti hai..

sapne me bhi na mile.....

ek mulakat karlo shayad hum fir na mile...

do bat karlo shayad waqt na mile..

chale jaye apki jindagi se itne dur....

ki hakikat to kya shayad fir sapne me

bhi na mile.....

TUFAN Kya jane...............?????????

kisi k dil pe kya gujari anjan kya jane..?

pyar kise kahete hai nadan kya jane..?

Udake sath le gaya ghar parindo ke

kaise bane the GHOSHALE Yeh

TUFAN Kya jane...............?????????

Truth.....

Kabhi kisi ko kamjor mat samajana.........
.
.
.
.
.
.
Aey Dost...
.
.
.
Yeh Yad Rakhna Ki

Band Ghadi bhi Roj Din me Do (2) bar Sahi

time Dikhati hai....

Ehsaaaaaasss........

Parakhte rahe woh hame sari jindagi

aur ham bhi unke imtihan me pass hote rahe,

Maza Aa raha tha unhe hamare ansuonki Barish me,

Aur Hum bhi unke liye Bina ruke Rote rahe,

Aur ek din jab Hua Pyar ka ehsas unheto woh

hamare pass aakar roye,

aur hum itne khudgarj nikle ke ankhen band karke

kabr me sote rahe.............k

The Important Thing....

If you Dont Agree Me Its OK,

If U Dont Sms Me Its OK,

If U Dont Call Me Its OK,

If U Dont Miss Me Its Ok,

The Important Thing Is

ARE YOU OK....

TAKE CARE.........

kuch log..........

Kabhi lage woh hame sata rahe hai,

kabhi lage woh karib aa rahe hai,

kuch log hote hai ansuon ki tarah,

pata hi nahi chalta sath de rahe hai ya

chhod k ja rahe hai......

Wednesday, May 12, 2010

Kismat Ke Hatho...

Kismat Ke Hatho Wahi Majbur Hote Hai,

Jo Haqeeqat Se Bahut Dur Hote Hai,

Aksar Saja Milti Hai Unko....

Jo Har Taraf Se Bekasur Hote Hai,...

Mohobbat..

Mohobat Ko Log jab Khuda Mante Hai

To Pyar Karne walo ko Kyu Bura Mante Hai,

Jab Jamana Hi Hai Pathar Dil To...?

To Patharo Se Log Kyu Duya Mangte Hai...?